Na koi umeed ke na hui koi Hassrat,
ek Khushrang khwab hai massarrat...!!!

Na ke thi dosti lekin dushmani kar bayta hai ye dil...
Na jalati hai mujhe, na jalne deti hai ye...
Ek ajnabi shama hai kareebi jakar jana hai parwane ne abhi...
Khushnuma pal tha jab jaana tha ushe,
Adbhut duniya thi jab pehchana tha ushe...
Jab bhi ke khoisish faana hone ke,
usne de hai dua jeene ke mujhe...
Ya khuda na pucha na puchunga kabhi,
Ek sawal kyo chod diya adhura mujhe...
Arthi raat dale sannate ke,
uthati hai ab shoolo ke tarah...
ulazhe hue alfaz zehn me,
chubte hai ab khannto ke tarah...
khyaal-e-jannat, dozhad aur zindagi,
mil bayate hai ab yaaro ke tarah...!!!
Khush
No comments:
Post a Comment