Kissi shair ke khayaloo ke udana bahut ucchi aur gahari hoti hai.
hum tho zami se jude log hai humari haqqikat yahi hai.
Dewaangi me khud ko tahba karti wo pantange ke chahat,
ye tera khayal nahi ye pantange ke dewaangi hai zindgi...
Mast lahero ke mohj ka yu chatano se takra karsamundar me bhikar jana,
ye tera khayal nahi ye mast lahero ke masti hai zindgi...
Khud ko jala kar andheri ko roshan karta wo chirag,
ye tera khayal nahi ye chirag ka wajud hai zindgi...
Ma ke mamta se meharum wo bacche ke tarashti aankhe,
ye tera khayal nahi ye mamta ke chahat hai zindgi...
Tak kar khali pet sota wo bhuka se ladta majdur ka baccha,
ye tera khayal nahi ye majdur ke aansu hai zindgi...
Kissi shair ke khubshurat ghazal nahi ek sachi haqqikat hai zindgi,
ye tera khayal nahi "khush" ye masum se haqqikat hai zindgi...
No comments:
Post a Comment