Har ek narm kiran iytar me nahai se hai,
ye dup uske dupate se chan kar ayi hai...
Jaha jaha gire hai mere assu kagaj par,
waha waha teri tasver ubar kar ayi hai...
Aur mere zakham zamane ko zindgi denge"khush",
ke humne uski mohobat me chot kahayi hai...
Thursday, February 28, 2008
Kabhi yu bhi tho ho,
Chandani rat ho,tanhai ho,
yaado ke jagha tum aaoo,
kabhi yu bhi tho ho...
Katal tumhara ho,ilzam humpe aye,
saza me zindgi bar sat tumhara ho,
kabhi yu bhi tho ho...
Khamosh zuba tumhari ho,bholati kalam humari ho,
chand lafazoo me masum nazm ban jaye,
kabhi yu bhi tho ho...
Ghazal khud sher karhe aur shair sune,
"khush" kabhi yu bhi tho ho...

Uhi kat rahe the zindgi banjaro ke tarah,
kissi ajnabi ke khulush ne awara bana diya...
Utho na koi arju thi na chah sirf bechayne thi,
shine ke gumnaam khala ne awara bana diya...
Uhi firthe the din rat gumnaam ke tarah,
ye dekho "khush" aaj hashil-e-khulush ne dewaana naam bana diya...

May deewaan,
logo ke jawabo me chupe khamosh sawal dundta hu,
may ajeeb tufano ke utane ke shawab dundta hu...
Hasen mehafilo me ajnabiyo ke bich apne dundta hu,
may ajeeb apno ke bich me sukun-e-tanhi dundta hu...
Unke masum alfazoo me bahuti khamoshi dundta hu,
may ajeeb unke masum alfazoo me apne kalaam dundta hu....

may deewaan tufano ke utane ke shawab dundta hu...

Yu tho bahut se log mile hoge safar-e-zindgi me phir aaj hi kiyo yu tanhaiyo ka ehsaas huaa.
Ek hi lamha tho bita tha sat phir bina mere ye pal kiyo kuch khas huaa.
Mana may majbur uljha raha zindgi ke rahoo me phir kiyo tere aankhoo ko yunami ka ehsaas huaa.
Parwane ko intazaar rehata hai ek jhlaak shama ke pane ke,
khud dhoondh rahi hai shama jise kya baat hai us parwane ki.
Yu tho safar-e-zindgi me bahut se manjar dekhe hai 'khush" par parwane ke hal-e-kismat ko dekh kar aaj dil ko ehsaas huaa ke kuch khas huaa.

Kissi shair ke khayaloo ke udana bahut ucchi aur gahari hoti hai.
hum tho zami se jude log hai humari haqqikat yahi hai.
Dewaangi me khud ko tahba karti wo pantange ke chahat,
ye tera khayal nahi ye pantange ke dewaangi hai zindgi...
Mast lahero ke mohj ka yu chatano se takra karsamundar me bhikar jana,
ye tera khayal nahi ye mast lahero ke masti hai zindgi...
Khud ko jala kar andheri ko roshan karta wo chirag,
ye tera khayal nahi ye chirag ka wajud hai zindgi...
Ma ke mamta se meharum wo bacche ke tarashti aankhe,
ye tera khayal nahi ye mamta ke chahat hai zindgi...
Tak kar khali pet sota wo bhuka se ladta majdur ka baccha,
ye tera khayal nahi ye majdur ke aansu hai zindgi...
Kissi shair ke khubshurat ghazal nahi ek sachi haqqikat hai zindgi,
ye tera khayal nahi "khush" ye masum se haqqikat hai zindgi...

Chadte suraj ke chubati roshani nahi,dalte suraj ke mashumiyat hu may.
Asam me sitaro se gira wo chand nahi,kisike faryiyaad me hai jo tuta wo tara hu may.
Rahisho ke haste huai ashu nahi,garibo ki rooti hui mushkurahat hu may.
Andheri ko roshan karta wo chirag nahi,bhuzate huai deepak ke jalati hui lau hu may.
Bewafa sanaam ke juba se nekali humdardri nahi,dewaane ke tutate dil se nikali pyari se duaa hu may.
May srif may hu "khush"may ke siva kuch nahi.may srif may hu.........

Subscribe to:
Comments (Atom)