Woh jis main tum ne pocha hayk ab halaat kaisa hain?
mare din raat kaisay hain?
meherbani tumhari hai.....
k tum ne is tar-ha mare halaat pochay hainmare din raat pochay hain
tumhain sab kuch bta doonga
mujhe itna bata do k ,
kabhi saager kinare per kisi machli ko dekha hay?
k jis ko lehrain pani k kinare tak to laati hain
magar phir chor jati hain
meri halaat aise hain !
mere din raat aise hain...!